Sabz maddham roshani mein surkh aanchal ke dhanaksard kamare mein machalati garm sanson ke mahakbazuon ke sakht halqe mein koi nazuk badansilvaten malabus par aanchal bhi kuch dhalaka huagarmi-e-rukhsar se dahaki hui thandi hawanarm zulfon se mulayam ungaliyon ke ched chadsurkh honton par shararat ke kisi lamhen ka aksreshami bahon mein chudi ke kabhi maddham dhanaksharmagin lahajon mein dhire se kabhi chahat ke baatdo dilon ke dhadakanon mein gunjati thi ek sadakanpate honton pe thi ALLAH se sirf ek duakash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara

Your Comment Comment Head Icon

Login