Taskin ko hum na roen jo zauq-e-nazar milehuran-e-khuld mein teri surat magar mileapni gali mein mujh ko na kar dafn bad-e-qatlmere pate se khalq ko kyon tera ghar milesaqi gari ke sharm karo aj warna humhar shab piya hi karte hain mein jis qadar miletujh se to kuch kalam nahin lekin ae nadimmera salam kahiyo agar namabar miletum ko bhi hum dikhaye ke majanun ne kya kiyafursat kashakash-e-gam-e-pinhan se gar milelazim nahi ke khijr ke hum pairavi karenmana ke ek buzurg hamen hum safar mileae sakanan-e-kucha-e-dildar dekhanatum ko kaheen jo ghalib-e-ashufta sar mile

Your Comment Comment Head Icon

Login