Tujhi ko jo yan jalwa farma na dekhabarabar hai duniya ko dekha na dekhamera guncha-e-dil hai woh dil-girifatake jis ko kaso ne kabhi wa na dekhaaziat, musibat, malamat, balayentere ishq mein hum ne kya kya na dekhakiya mujh ko dagon sarv-e-chiragankabho tu ne aakar tamasha na dekhatagaful ne tere ye kuch din dikhayeidhar tu ne lekin na dekha, na dekhahijab-e-rukh-e-yar the aap hi humkhuli aankh jab, koi parada na dekhashab-o-roz aye “dard” darapai hun us kekaso ne jise yan samajha na dekha

Your Comment Comment Head Icon

Login