Aaj mujhe apna pyar nazar aa gaya,lagta hai ki sara jahan nazar aa gaya,is qadar khushi nahi huyi thi aaj tak,na jane kaisa aaj hamara andaz hi ho gaya.neend hi nahi aa rahi yhi hame kal raat,aapki tasweer dekhi na jana kab main so gaya ,neend me bhi sata rahi thi bechaini hame,khwab aapka aaya,bechaini ka naamonishan kho gaya.yaad aapki is qada aa rahi thi,deedar aapka hua apki ankhon me kho gaya,aa bhi jaao na satap iss qadar hame ,kahin aisa na ho jab aap aao tokoi ye kahe aapse ,aapka sachcha aashiq to abhi abhi janaze pe rawana ho gaya..

Your Comment Comment Head Icon

Login