Aap wafa ki baten karke bewafa ho gayeWada karke aap hamse gairon ke ho gayeChaha tha hamne aapko duniya ko bhulkarDil ki har chah khwab bankar bikhar gayiDekha jab aapko aaino main sanwar karHoth the khomesh magar aankhon main ashq aa gayeChala tha main akela manjil ki talash mainSafar to sahi tha magar karwa badal gayeHamne jo banaya ret par khwabon ka mahalDar raha tha tufan se badal barash gayeYakin nahi ab to apni kishmat ke sitaron parAasman se girkar wo bhi bikhar gaye.

Your Comment Comment Head Icon

Login