Doston,Aap ko Deepawali Mubarkh ho.Ek kavita pesh kar raha hoon.aadat semazboor hoon, isliye chand labz is kavita ke baare mein.Insaanmarne ke baad agar kuchh sochta hai, to woh kya ho sakti hai?? sayadye bhi soch sakta hai jo is kavita mein likhi gai hai.Haan ye koihaqeeqat to nahin magar kahin ek soch jo mere andar thi use mainraushni mein laya hoon is kavita ke roop main.Disha – Maut ke Baadsone jaa rahe the hum maut ke baho meinchand saanse aaye hamein jagane le liyeiskadar nashe mein khoye huye the humiltaza kiya unhe chale jaane ke liyeraat kali nazar aaye hamein,palke band ho jane ke baadyakeen tha hamein rausni mein na aayenge kabhirooh kehene laga humse,chhod kar zishm hamaranaye chehre mein hi sahi par aa jayenge kabhisukun se dam nikla soch kar yehibagair hamare waqt theheregi nahinaaj hum nahin hain to naa sahikal phir nazar aa jayenge kahinaaj maut naseeb hui hai, kal phir gale lagayegiwohi purana rooh hamara, roop badalti jayegiwohi purana rooh hamara, roop badalti jayegi

Your Comment Comment Head Icon

Login