Ek arsa huwa kisi ko pasand aye huye”Riyaz” teri ankhon me samaye huye.Sher ab na kahiye ke hai faqat ye kuchJo aaj hai kisi ko is kadr uljhaye huye——————————- – - – - –Maaf karna hume agar gustakhiya ho jaye,Hum hosh me nahi hum hai kabziyae huye—————————— – - – - – -Ja ko agar takalluf na ho kisi bhi cheez kaTo farmaya ke hum tere ghar se aye huye—————————- – - – - – - –Manzar kuch is kadar na ho ke tufaan aa hi jayeTeri tuti huyi tasveer ko seene se hai lagaye huye————————– – - – - – - – - -Afsos ke kuch pal to kaat diye maine tere sath sathKe ab chale kahi aur hum ‘paimane’ larkharaye huye———————— – - – - – - – - – -Mukaddar ye nahi ke juda ho rahe hai hum,Mukaddar ye ke dhago se hum hai hilaye huyeAllah Hafiz..

Your Comment Comment Head Icon

Login