Hamari kahani abhi adhuri haiKya ishq main ijhar jaruri haiMat socho kya kahega koi hameKya unko sun na jaruri haiHalat hai meri majnuo jaisiKya tumhe laila hona jaruri haiMar mite the ishq main kuchh logKya Ishq main milna jaruri haiKat te nahi din, kat ti nahi ratenKya ishq main intezar jaruri haiIshq main wafa nahi kar pate kuchh logKya ishq main bewafai jaruri haiSamajh gaya ab ‘Avinash’Ishq main ye sab jaruri hai..

Your Comment Comment Head Icon

Login