Us se kaho Ek Bar bhool Kar aa jae,Jo beeti hai Us per woh Suna jae.Hans hans ke Ghum chupane ka hunar,Us se kaho Hum ko bhi Sikha jae.Us ki yaad mein Tarapta rehta Hoon har pal,Us se kaho Mere dil se Apna naam Mita jae.Arsa huwa Hai Chand Ko dekhe Huye,Us se kaho Apna chehra Dikha jae.

Your Comment Comment Head Icon

Login