Kya chehra tha ki aankho se dekha hajar barFir bhi najar ko hasrate didar rah gayiUske chehre pe nakabo ka asar lagta haiEk pathar hai jo bahar se gira lagta haiYah damakta hua chehra ye nashili aankheChandni rat main maykhana khula ho jaiseBade sidhe sadhe bade bhole bhaleKoi dekhe iss waqt chehra tumharaKha ke bala gesu jo chehre pe paresan hongeDekhne wale inhe dekh ke aur bhi hairan hongeChehre pe wahi gam wahi aankho main nami haiYah gardish daura, kabhi rone se thami haiPighal ke rah gaye shama ke chehre pe kuchh aansuNa jane kisne poochha tha ki parwane pe kya gujregiChehre dhua-dhua tha rangat udi-udiJab bhi tumko dekh ulfat bhari nazar thiTera chehra kitna suhana suhana lagta haiTere aage chand purana lagta haiAankhe hai jam, lab hai chaman chehra aaftabBaitha hua hai koi sajaye hue shabab.

Your Comment Comment Head Icon

Login