Mere darwaje par unke aani ki aahat haiChehre par meri khushi labon main muskurahat haiHo raha mausham khushgawar hawa main sarsrahat haiKahunga kiya usse mere man main ghabrahat haiUske aane ki yah kaisi sugbugahat haiPhoolon ke har rakhe hain resham ki sajawat haiKasidakari motiyon ki sitaron ki jhilmilahat haiJugnuo ki chamak se chakachaundh jagmagahat haiBahar aane se yahan har shay main tabdili haiRukh uska badla hua hai tapish main girawat haiDer rat gujari hi uske bajm main ‘Dost’Aankhon pe khumar aaya hai man main thakawat hai..

Your Comment Comment Head Icon

Login