Samay nirantar chalta jataSamay nahi ruk pata haiAchhe karm ka der se bhaleAchha fal mil jata haiBade se bade zakhm lage hoManab ke iss zivan meHar pida har zakhm koSamay hi bhar pata haiBartman me samay sab kuchSamay nahi to zivan kya ?Zivan ke har pahlu meKaam samay hi aata haiSamay ki kimat ko pahchnoSuno meri aawaz koSamay nilkal jaye to firSamay hath nahi aata haiSamay ki sari baten maiThik Samay batlaungaSamay izazat deta hai to“SAGAR” kuch likh pata hai..

Your Comment Comment Head Icon

Login