Wo b kya din teh jab hum saath-saath the,Karte teh pyar ek dusre se itna,jitna pani kabi na kam ho samundar per utna,Na jane kiski lagi hamare pyar mein nazar,Hum Ho gaye juda ek dusre se,Humne kaha taa unse na karo wada saath janmon ka,Agar pura na hua toh hum reh nai payenge,Dunia chod denge, Lekin usko bharosa ta apne pyaar per,Fir b na hua hamara Milan is janm per.Hum toh jee rahe hai bas unki yadon ke sahare,Na jane uska kya hora hoga, Jo aanshu ho ke sahare, ji rahe hai hamare liye..

Your Comment Comment Head Icon

Login