ham hijar k rasty par safar kar nahi saktyeik lamha tery bina basar kar nahi sakty woh aakhri lamhoon main mujhy maang raha haiyeh waqt hai aesa k guzar kar nahi sakty khud hath say apny usay khona hi pary gayeh zabt bhi karna hai magar kar nahi sakty yoon apni nigahoon ko chora layty hain tujh sayk dil k iradoon ki khabar kar nahi sakty tum khwaab jalaty rahy ham aaj tak chup thyab dil k yoon jalny par sabar kar nahi sakty yeh aankh andheroon main hoi pyaas ka sehrais noor k darya par nazar kar nahi sakty har chand k meri aankh main aansoo hain laraztyjalty hoy sholay es par asar kar nahi sakty ab chahin bandh lain gay tumhin apni nazar sayham is liye khuda say khafa ho nahi sakty

Your Comment Comment Head Icon

Login