samajh na sake dooriyan kyun thi,zuban per the lafz phir majbooriyon kyun thi,dilon ki baat agar chaye haqiqat hoti hai,hamare darmiyan woh khamoshiyan kyun thi,boone the humne bhi kuch reshmi dhaagon ke khwaab,humare hisse mein woh kaali dooriyan kyun thi,idhar honthon per azab si joombish,udhar kuch raaz dil ke talon mein,samajh nake na sargoshiyan hawaon ki,humare hisse mein sehra ki andhiyan kyun thi,tumhe gurez meri chand baaton se,main bhi parwaz ki thi hamil,pahoonch ke mill ke patthar per sochta hoon,safar tanha tou phir woh dooriyan kyun thi.

Your Comment Comment Head Icon

Login