Khwabon mai tum, jab bhi aate hoHanste-hanste fir kyon chale jate hoMai puchhta hoon tumse, kya kami hai mujhmeDilbar jo iss tarah mujhe satate hoSanam, dil ka kya dhundhta hai dar-badarTum to ujalon mai kahi najar na aate hoMilne ki koshish to karo khulush-e-yarHansa kar fir iss tarah kyon mujhe rulate hoRoj-b-roj naye-naye rup khwabon maiDekar tadap aur kashish badha jate hoKyon wo iss tarah tumko karte hain ‘Avinash’Wo khud jagte hain aur tumhe jagate hain..

Itne dosto mein bhi ik dost ki talash hai mujhe,Itne apno mein bhi ik apne ki talash hai mujhe.Chod aata hai har koi samundar ke beech mujhe,Ab doob raha hun to ik sahil ki talash hai mujhe.Lipatna chahta hoon main in andere ke gamon se,Isliye ik shama ke ujaale ki talash hai mujhe.Tang aa chuka hoon is bewaqt ki maut se main,Isliye ik haseen zindgi ki talash hai mujhe.Diwana hoon main sab yahi keh kar chaidate hain mujhe,Jo mujhe samajh sake us shakhs ki talash hai mujhe..

Samay nirantar chalta jataSamay nahi ruk pata haiAchhe karm ka der se bhaleAchha fal mil jata haiBade se bade zakhm lage hoManab ke iss zivan meHar pida har zakhm koSamay hi bhar pata haiBartman me samay sab kuchSamay nahi to zivan kya ?Zivan ke har pahlu meKaam samay hi aata haiSamay ki kimat ko pahchnoSuno meri aawaz koSamay nilkal jaye to firSamay hath nahi aata haiSamay ki sari baten maiThik Samay batlaungaSamay izazat deta hai to“SAGAR” kuch likh pata hai..

Kisi se Baat karnaKisi se Baat karna , Bolna acha nahi lagtaTujhe Dekha hai jab se , Doosra acha nahi lagtaTeri ankhon main jab se maine apna aks Dekha Haimere chahre ko koi aina acha nahi lagtaTere Baare main Din Bhar sochti Rehti Hoon main lekinTere Baare main sab se Poochna acha nahi lagtaYahan Mohabbat karne wale Barbaad Rehte hainyeh Darya Hai issey kacha Gharra acha nahi lagtaMAIN ab chahat ki us Manzil per aan Punhcha Hoon,Teri Jaanib kisi ka Dekhna acha nahi lagta..

mujay galay laga lo buhat udas hon mainghum-e-jahan say chora lo buhat udas hon mainyeh intezar ka dukh ab saha nahin jatatarap rahi hai mohabbat raha nahin jatatum apnay pas bola lo buhat udas hon mainhar ek sans main milnay ki piyas palti haisulag raha hai badan aur rooh jalti haibacha sako tu bacha lo buhat udas hon mainbhatak choka hoon buhat zindagi ki rahon mainmujay ab a kay chopa lo tum apni bahoon mainmera sawal na talloo buhat udas hon mainU ME OUR HUMU ME OUR HUM

Chahat kis kadar tuti hai,Ki aahat bhi na hui hai..Aab halat kya bataye,Jab humhe khabar hi na hui hai..Jo na socha tha kabhi,anjaame-manjil vahi hui hai..ahbaab samjha tha jise Kabhi,mushkil ab usi ko hui hai..na thi hume jo umeed,Kabhi vahi aaj hakikat bani hui hai.Tariff tho karte,Pal bhar ke liye kabhi.Ab itni bhi buri meri,Shaskkiyat bhi naa hui hai..Saffagoyi hai pasand hume,Phir bhi uljhi q zindagi meri hui hai.Yaa khuda bas itna bata de,Jo naa mangi thi naa chahi thi

Chahat kis kadar tuti hai,Ki aahat bhi na hui hai..Aab halat kya bataye,Jab humhe khabar hi na hui hai..Jo na socha tha kabhi,anjaame-manjil vahi hui hai..ahbaab samjha tha jise Kabhi,mushkil ab usi ko hui hai..na thi hume jo umeed,Kabhi vahi aaj hakikat bani hui hai.Tariff tho karte,Pal bhar ke liye kabhi.Ab itni bhi buri meri,Shaskkiyat bhi naa hui hai..Saffagoyi hai pasand hume,Phir bhi uljhi q zindagi meri hui hai.Yaa khuda bas itna bata de,Jo naa mangi thi naa chahi thi

Bikhre armanoka sametna hai shayeri,ya fasanoka bayan karna hai shayeri..Kuch alfazonka mukaddar hai shayeri,ya izhar mohobbat ka mukam hai shayeri..Sabdon ko dhago mein pirona hai shayeri,ya kore kagaz per bhavna sajana hai shayeri.Alfazonse saji ek sundar murat hai shayeri,ya jasbaton ko benakab karna hai shayeri.Bepanah pyaar dikhana hai shayeri,ya lage zakhomo ka marahum hai shayeri..Jalti shama ke saath mehfil roshan karna hai shayeri,ya shayronki ek pehchan hai shayeri.

Aap wafa ki baten karke bewafa ho gayeWada karke aap hamse gairon ke ho gayeChaha tha hamne aapko duniya ko bhulkarDil ki har chah khwab bankar bikhar gayiDekha jab aapko aaino main sanwar karHoth the khomesh magar aankhon main ashq aa gayeChala tha main akela manjil ki talash mainSafar to sahi tha magar karwa badal gayeHamne jo banaya ret par khwabon ka mahalDar raha tha tufan se badal barash gayeYakin nahi ab to apni kishmat ke sitaron parAasman se girkar wo bhi bikhar gaye.

Aap wafa ki baten karke bewafa ho gayeWada karke aap hamse gairon ke ho gayeChaha tha hamne aapko duniya ko bhulkarDil ki har chah khwab bankar bikhar gayiDekha jab aapko aaino main sanwar karHoth the khamosh magar aankhon main ashk aa gayeChala tha main akela manjil ke talash mainSafar to sahi tha magar karwa badal gayeHamne jo banaya ret par khwabon ka mahalDar raha tha tufan se badal baras gayeYakin nahin ab to apni kismat ke sitaron parAashmano se girkar wo bhi bikhar gaye.

Kabhi nazrein milane mein zamane beet jate heinKabhi nazrein churane mein zamane beet jate heinKisi ne ankh bhi kholi to sone ki nagri meinKisi ko ghar banane mein zamane beet jate heinKabhi kali seyah raatein humein pal pal ki lagti heinKabhi ik pal bitane mein zamane beet jate heinKabhi khola ghar ka darwaza khadi thi samne manzilKabhi manzil ko aane mein zamane beet jate heinIk ik pal mein toot jate hein umr bhar ke woh rishteyWoh rishtey jo banane mein zamane beet jate hein

This is for the people who missed their school days,Kuch baatein bhooli hui,kuch paal beete hue,har galti ka ek naya bahana,aur fir sabki nazar mein aana,exam ki puri raat jaagna,fir bhi sawal dekh kaar sar khujlana,mauka mile to class bunk marna,fir dosto kay saat coffee pine jaana,uski ek jhalak dekhne roz school aana,dekhte dekhte attendance bhul jana,har pal ek naya sapna,aaj jo tute fir bhi hai apnavo school ke din ,yaad kar ke in palon ko fir zindgi bhar muskurana!!!!!!!!

This is for the people who missed their school days,Kuch baatein bhooli hui,kuch paal beete hue,har galti ka ek naya bahana,aur fir sabki nazar mein aana,exam ki puri raat jaagna,fir bhi sawal dekh kaar sar khujlana,mauka mile to class bunk marna,fir dosto kay saat coffee pine jaana,uski ek jhalak dekhne roz school aana,dekhte dekhte attendance bhul jana,har pal ek naya sapna,aaj jo tute fir bhi hai apnavo school ke din ,yaad kar ke in palon ko fir zindgi bhar muskurana!!!!!!!!

Aap wafa ki baten karke bewafa ho gayeWada karke aap hamse gairon ke ho gayeChaha tha hamne aapko duniya ko bhulkarDil ki har chah khwab bankar bikhar gayiDekha jab aapko aaino main sanwar karHoth the khomesh magar aankhon main ashq aa gayeChala tha main akela manjil ki talash mainSafar to sahi tha magar karwa badal gayeHamne jo banaya ret par khwabon ka mahalDar raha tha tufan se badal barash gayeYakin nahi ab to apni kishmat ke sitaron parAasman se girkar wo bhi bikhar gaye..

Raat Tou Khatam Honey Wali HaiKyun Ujala Nazar Nahi AayaLikhte Dekha Thah Khuwab Mein UnkoAbtalak Naamabar Nahi AayaChain Aayega Kaise Aaj Ki ShabTarey Nikle Qamar Nahi AayaChal Basi MAA Liye Khuli AankheinUska Noor-E-Nazar Nahi AayaMere Mar Ne Pe Aaya Sara JahanJo Thah Ek Ba-khabar Nahi AayaManzilein Kho Chokey Hain Ehle HaramNeel kya kashghar Nahi AayaYun Tou Patthar Bohat Sey Dekhey HainKoi Tumsa Nazar Nahi AayaSham Dhal Ne Lagi Hai Ab MuftiSubha Ka Bhoola Ghar Nahi Aaya..!!