Ye Mohabaat Ka Bandhan Bhi Kitna Ajeeb Hota Hai; Mil Jaayein Toh Baatein Lambi Bichhar Jaayein Toh Yaadein Lambi

Sirf Chahne Se Koi Baat Nahi HotiSuraj Ke Samne Kabhi Raat Nahi HotiHum Chahte Hai Jinhe Jaan Se Bhi JyadaWo Samne Hai Par Baat Bhi Nahi Hoti

Chaahat Ke Yeh Kaise Afsane Hue; Khud Nazron Mein Apni Begane Hue; Kisi Bhi Rishte Ka Khayal Nahi Mujhe; Ishq Mein Tere Iss Kadar Deewane Hue

Unhe Ye Shikayat Hai Humse Ki; Hum Har Kisi Ko Dekh Kar Muskurate Hain; Na-Samajh Hain Wo Ki Kya Jaane; Humein To Har Chehre Mein Wahi Nazar Aate Hain

Tera Intezar Mujhe Har Pal Rehta Hai; Har Lamha Mujhe Tera Ehsas Rehta Hai; Tujh Bin Dhadkane Ruk Si Jaati Hain; Kyonki Tu Mere Dil Mein Meri Dhadkan Banke Rehta Hai

Muddat Hui Hai Yaar Ko Mehman Kiye Hue; Josh-e-Qadah Se Bazm Chiraghan Kiye Hue; Karta Hun Jama Phir Jigar-e-Lakht Lakht Ko; Arsa Hua Hai Dawat-e-Mizhgaan Kiye Hue Translation: It has been an age since my lover was hosted When heated wine lit candles through night Once again I gather the pieces of my dismembered body What time has passed since I encountered those killing eyes

Mujhe Neend Aati Nahi Ab MagarMera Dil To Ab Gaane-Hasne Laga Hai

Na aana usse leke mere janaze mein Meri Mohabbat ki tauhin hogi Main 4 logon ke kandhe pe hounga Aur meri jaan paidal hogi

Chupa Loon Is Tarah Tujhe Apni Baahon Mein Ki Hawa Bhi Guzarne Kee Izazat Maange; Ho Jaun Itna Madhosh Tere Pyaar Mein Ki Hosh Bhi Aane Kee Izazat Mange

Dil Mein Ho Aap To Koi Aur Khaas Kaise Hoga; Yaadon Mein Aapke Siva Koi Pass Kaise Hoga; Hichkiyan Kehti Hain Aap Yaad Karte Ho; Par Bologe Nahi To Humein Ehsas Kaise Hoga

Yun Zamaane Se Koi Shikayat Na ThiKya Kahu Khuda Ke Ishq Ka Rang Kaisa Tha

Yun Woh Zamaana Behad Rangeen ThaKya Dikhte Nazaare Zaraa Chehre Ko Dekhiye

Koi Shaam Aati Hai Tumhari Yaad Lekar; Koi Shaam Jaati Hai Tumahri Yaad Dekar; Hume To Intezar Hai Us Sham Ka; Jo Aaye Kabhi Tumhein Saath Leka

Ret pe naam kabhi likhte nahin kyonki ret pe likhe naam kabhi tikte nahin Aap kehte ho tum patthar dil ho par patthar pe likhe naam kabhi mitte nahin

Dil Ko Us Raah Par Chalana Hi Nahi; Jo Mujhe Tujh Se Juda Kar De