Aap Ko Paa Kar Ab Khona Nahi Chatay
Itna Khush Ho Kar Ab Rona Nahi Chatay
Yeah Aalam Hai Humara Aap Ki Judai Main
Aankhoon Main Hai Neend Per Sona Nahi Chate hai

Bhari Duniya Mein Jee Nahin Lagta; Jaane Kis Cheez Ki Kami Hai Abhi

Humare darmian kuch to rahega...
Chahe wo..fasala hi kyo na ho...

Judaa Ho Kar Bhi Jee Rahe Hain Muddat Se; Kabhi Dono Hi Kehte The Yun Ho Nahi Sakta

Tu samjhta h tere kabil nhi hai ham
Tadap rhe wo ab v jinhe hasil nhi hai ham

Ya mere khuda kuch to reham kr
Ya to use dil se nikal de ya uske dil me panaah de

Chori Chori Humse Tum Aa Kar Mile The Jis Jagah; Muddatein Guzri Par Ab Tak Wo Thikana Yaad Hai

Log Lete Hain Yun Hi Shamma Aur Parwane Ka Naam; Kuch Nahi Hai Is Jahan Mein Ghum Ke Afsane Ka Naam

Humne Manga Tha Saath Unka; Woh Judai Ka Gham De Gaye; Hum Unki Yaadon Ke Sahare Hi Jee Lete; Par Woh Bhool Jaane Kee Kasam De Gaye

Zindagi Kitni Khoobsurat Hoti Agar Teri Chahat Adhuri Na Hoti; Kuch Uljhane Kuch Majboorian Hoti Beshak Magr Pyaar Mein Itni Dooriyan Na Hoti

itna saza do mere janaze ko ki unki aankho se aansu aajaye
sari umar to nafrat thi unhe mujse kam se kam janaze se to pyar ho jaye

Baarish aur Mohbbat Dono hi bohut Yaadgaar hote hai
Farq Sirf itana hai Baarish mein jism Bheeg jata hai Aur Mohabbat mein Aankhein

Aap Ko Paa Kar Ab Khona Nahi Chahte; Itna Khush Ho Kar Ab Rona Nahi Chahte; Ye Aalam Hai Humara Aap Kee Judai Mein; Aankhon Mein Hai Neend Par Sona Nahi Chahte

Raat Kee Tanhai Mein Akele The Hum; Dard Kee Mehfilon Mein Ro Rahe The Hum; Aap Hamare Bhale Hi Kuch Nahi Lagte; Par Fir Bhi Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Hum

Har Mulaqat Par Waqt Ka Takaza Hua; Jab Jab Use Dekha Dil Ka Dard Taza Hua; Suni Thi Sirf Gazal Mein Judai Ki Batein; Ab Khud Par Biti Toh Haqiqat Ka Andaza Hua