Pyar hai wo hasta huwa phulJo har ek insaan ke nasib me nahi..Jise milta hai pyaar wo is duniya kakhush nasib insaan hai….Jise na mile pyaar wo na jane kaise ji leta hai?Isiliye jindgi me aa kar insaan ne kisi na kise sepyaar karna chahiyeEk bar apna dil kisi ke liye bekarar karna chahiye……Is se jo khushi milti hai wo khushi kisi or chig me nahi….Is me mushkile bahot si hoti haiMagar use nibha kar aage badhne wala insaan hiPyaar me kamyab kehlaya jata hai….Harne wale insaan ka pyaar sachha nahi…Pyaar insaan ko hasna sikhata hai…Har dard me rona sikhata hai….Pyaar hai wo ek daryaJisme kho jane ko ji chahta hai…Isiko kehte hai pyaarJo har pal hame yaado meKho jane ko majbur karta hai…Jaan se jyada is pyaar parMar mitne ko dil chata haiDuniya ki najro se use chura karKahi dur le jane ko ji chahta hai……Kyoki ye duniya kabhi do sachhe pyaarKarne walo ko milne nahi detiMagar dil me ho aas toPyaar ki umido ko tutne nahi deti….

Your Comment Comment Head Icon

Login