Ye din bahar ke ab ke bhi ras na aa sakeki gunche khil to sake khil ke muskura na sakemeri tabahi dil par to raham kha na sakijo roshni mein rahe roshni ko pa na sakena jane aah! ki un aansuon pe kya guzrijo dil se aankh tak aaye mishgan tak aa na sakerahen khulus-e-muhabbat ke hadasat jahanmujhe to kya mere naqsh-e-qadam mita na sakekarenge mar ke baqa-e-davam kya hasiljo zinda reh ke muqam-e-hayat pa na sakenaya zamana banane chale the divanenai zamin, naya aasaman bana na sake

Your Comment Comment Head Icon

Login