Zahanaton ko kahan karb se farar milajise nigah mili usako intazar milawo koi reh ka pathar ho ya hasin manzarjahan se rasta thahara waheen mazar milakoi pukar raha tha khuli fizaon senazar uthai to charo taraf hisar milahar ek sans na jane thi justaju kisakihar ek dayar musafir ko bedayar milaye shahar hai ki numaish lagi hui hai koijo aadmi bhi mila banake ishtahar mila

Your Comment Comment Head Icon

Login