Asmano Ne, Chand Taron Ne,Jagmagate Hazaron Sitaro Ne,Kahkashaon Ne, Badalon Ne,Chaman Ke Shagufon Ne,Gulsitan Ke Phoolon Ne,Gulshan Ke Haseen Nazaron Ne,Mution Jaisi Shabnam Ne,Fizaon Me Rachi Khusbuon Ne,Hawaon Me Mahki Wafaon Ne,Asman Ko Chohti Laheron Ne,Raite Ke Saheraon Ne,Phool ki Nazuk Pattion Ne,Chaman Ki Kiyarion Ne,Koyal Ki Sureli Awaz Ne,Baaz Ki Unchi Udanon Ne,Shab Ki Khamushi Ne,Subha Ki Rounakh Ne,Khush Kun Adaon Ne,Kisi Nazneen Ki Nazuk Khayalon NeAur Uske Hunton Ki Tabassum Ne,Barish Ki Halki Bondun Ne,Pani Ke Jharno Ne,Himalaya Ki Chatano Ne,Samander Ki Khush Ada Machalti Laheron Ne,Nadi ke Kinaron Ne,Pani Ke Shararo Ne,Baharo Ne, Khizaon Ne,Aap Ke Dost ASRAR AHMED DANISH Ne,Pyaar Ki Tarha Piyaare,Hire Ki Tarha Anmol,Gulab Ki Tarha Nazuk,Kanwal Ki Tarha Qub SuratKE MEMBERS Ko Dil Ki Gaheraion SeEID MUBARAK Kahete Hain.

Your Comment Comment Head Icon

Login