Nazm Pesh-E-Khidmat HeyBy:Parveeen ShakirTooti hey meri neend magar tumko is say kyaBajtey rahey hawaon say dar magar tumko is say kyaTum Mauj Mauj Misl-E-Saba* Ghumtey RahoKat jaye meri soch key par tumko is say kyaAouron ka haath thaamon Unhey Raasta dikhaomei Bhool Jaoun Apna He Ghar TumKo Is say kyaAbr-E-Gurezpan* Ko barasney say kya garazSeepi mein ban na Paaye GAuhar* Tum Ko is say kyaley jaayen mujhko maal-e-ganimat key saath uduu*Tumney tau daal di hey sipper* tum ko is say kyaTumney TAu Thak Kar Dasht* Mei Kheimey Laga liyeTanha Katey kisi ka safar tumko is say kyaMeanings:*Misl-E-Saba=Purwayi Ki tarah , *Abr-E-Gurezpa=Bhagodey baadal,*Gauhar=Moti*Maal-E-Ganimat=Loot ka maal , *Dasht=Medaan , *Sipper=DhaalShamsher Afridi

Your Comment Comment Head Icon

Login