Shamim-e-zulf-e-yar aaye na aayemere dil ko qarar aaye na aayeabhi aaya hai hosh yad-e-jananna tadapa, bar-bar aaye na aayechirag-e-zindagani bujh raha haiwo jan-e-intazar aaye na aayekiya jo tum ne apne dil se puchohamara aitabar aaye na aayenigah-e-ahal-e-gulshan kah rahi haikhizan jaye bahar aaye na aayebadhega karavan manzil-ba-manzilgubar-e-rahguzar aaye na aaye

Your Comment Comment Head Icon

Login