Ya rab! gam-e-hijran mein itna to kiya hotajo hath jigar pe hai wo dast-e-dua hotaik ishq ka gham aafat aur us pe ye dil aafatya gham na diya hota ya dil na diya hotagairon se kaha tum ne gairon se suna tum nekuch hum se kaha hota kuch hum se suna hotaumeed to bandh jati taskin to ho jatiwada na wafa karte wada to kiya hotanakam-e-tamanna dil is soch mein rehta haiyun hota to kya hota yun hota to kya hota

Your Comment Comment Head Icon

Login