Bhul to jaau tujhe
Par mere paas rahega kya

Darna chahiye hassin chizo se
Jisme se ek mout hai

Meri wafa ki kimat usne
apne ansuan layak bhi na samjhi

Mout se bhi khatarnak manzar tha
Jab unse hum judaa hua

Sham ko suraj meri tanhani ko
ek hassen yadd bna deta hai

Uski to dua bhi baddua lagti hai
Jab koi kehta hai .khush rahoo

Ishhq to hamme hua hi nahi tha
loggo ne puch puch kar ashiQ bana diya

IshQ to humne kiya hi nahi tha
Loggo ne keh keh kar humme AshiQ bna diya

Kuch to batt hum me bhi khas hogii
Jo tumne barbad karne ke liye sirf hume chuna

Insaan Ke Ander Jo Samaa Ke Rahe Wo SWABHIMAAN
Aur Jo Bahar Chhalkey Wo ABHIMAAN

Bhul jata hun usse aksar yeh soch kar
ke kal ka suraj uski yadd dubara se le ayega

Zehar bhi hume us WaQt amrit lagga
Jab usse pilane walle hath hmare mehboob ke the

zakhm par mere vo namak laga kar kehte hai
Mohobat humse ki hai dard to sehna padega

Socho Mout kitni haseen hoggi yarro
jo didar karle uska to uska hi hokar reh jata hai

Ajj bhi me nassa nahi karta
Bass tere naino ke jaam se khud ko madh hoss kar leta hu