Aksar me yeh soch kar linka chor deta hun
Kahi kalam se kagaz par koi zuulm na ho jaye

Har ek Rishta ek Madhpude Ki Tarah Hota Hai
Meetha, Madhur Par Chhedo Nahi Tab Tak..!!

BeshaQ vo khamosh thi
Magar Ankhe unke dil ka alam bahut khoobsurti se bya kar rahe thi

Nahi mila koi haQ mujhe uss se batt karnr ka
Magar kon rokega usko mere khwabo me anne ae

Unhe Bakwas karne do jo mere bare me bakwas karte he
Khali bartan hi zyada Awaz karte he

Tujhe hi mujhko padhne ki fursat na thi
Main to bikta rha tere sehar mein Kitaabon ki trah

Sarra din jo mere dil me rehti hai
Aksar sham ko panni ke raste meri ankho je chali jati hai

Chor deta hun me likhna us kagaz par
Ye soch kar ke es kagaz ka kya kassor jo etne zulam sahi

Kuch paana hai toh mEhnatt kro
Kismat ki roti toh kutton ko bhi nasEbb hoti hai
er kasz

Dekh kar fir se tera yu palat jana
halat bta rahe hai tujhe mohhabat gazab ki thi
er kasz

Hosh e haalat pe kaboo to kar liya maine
unhe dekhke phir hosh kho gaye to kya hoga
Er kasz

Bewafao se to apna purana yarrana hai
Darru to bas dard ko chupanne ka ek bhana hai
er kasz

Suvarna Vichar

Zindagi Me Dhoke Badi Aasani Se Mil Jate Hai Par Mouke Nahi….”

Chah kar bhi nahi puch sakte haal unka
kahi wo ye na kehde ki ye hak thume kisne diya
er kasz

Koi hindu hai koi muslim hai
Koi sikh hai koi isai hai
Sbne iNSAAN na bnnane ki kasam khai hai