Tum Kitne Bhi Achche Kam Karo
Kitne Bhi Achche Bano, Imaandar Bano,
Par Duniya To Sirf Tumhari Ek Galti Ki Hi Raah
Mein Rehti Hai So, Live with your way..!

Swarth Se Rishte Banane Ki Kitni Bhi Koshish Karo Rishte Banenge Nahi,

Aur

Pyaar Se Bane Rishte Todne Ki Kitni Bhi Koshish Karo Rishte Tutenge Nahi”

Aasani Se Kuch Na Mile To Udas Mat Hona

Mil Jayega Sab To Fir Koshish Kya Karoge..?

Sapney Sab Haqiqat Nahi Hote Agar Hoge Sab Haqiqat To Fir Sapney Kya Dekhoge.

Zindagi Ke Liye Kabhi Bhi Kharab Vichar Aaye

To Ek Baat Hamesha Yaad Rakhna,

Tum Jo Zindagi Jee Rahe Ho,

Wo Bhi Kisi Ke Liye Sapney Jeisi Hogi..!!

Samje Bina Kisiko Pasand Mat Karo
Aur Samje Bina Kisiko Kho Bi Mat Dena,

Kyuki Fikar Dil Me Hoti Hai Shabdo Me Nahi,

Aur Gussa Shabdo Me Hota Hai Dil Me Nahi..

Whenever you are not feeling well without any reason
spend time with someone special in ur life
bcoz sometimes you don t need medicines
you just need d best times of life
Er kasz

Khushiya Milti Nahi Mangne Se

Manzil Milti Nahi Raah Par Ruk Jane Se,

Bharosa Rakhna Khud Par Aur Bhagwan Par,

Sab Kuch Deta Hai Wo Sahi Waqt Aane Par..

Is Duniya Me 2 ‘Poudhe’ Ese He Jo Kabhi Murjhate Nahi,
Aur Agar Jo Murjha Gaye To Fir Uska Koi ‘Ilaaj’ Nahi..
1 ‘NISWARTH PREM’
2 ‘ATUT VISHWAS’

Zindagi Mein Bar-Bar Sahara Nahi Milta

Bar-Bar Koi Pyaar Se Pyaara Nahi Milta,

He Jo Pass Use Sambhal Ke Rakhna,

Kho Kar Woh Fir Kabhi Dobara Nahi Milta..

Kisi Ne Ishwar Se Puchha

Insaano Me Apke Sabse Nazdeek Kaun Hai?

Ishwar Ne Kaha:

Who Insaan Jiske Paas Badla Lene Ki Taqat Ho Aur Wo Fir Bhi Maaf Kar De..

Zindagi Me Hamesha Sabki Jarurat Rakho
Par Kabhi Kisi Ki Kami Nahi,

Kyunki,

Jarurat Aur Bhi Koi Puri Kar Sakta Hai,
Par “KISI KI KAMI KOI PURI NAI KAR SAKTA”

Paani ki boond kahin tikti nahin

aur imaandari mujhe kahin dikhti nahin

Khariddaaro ki mandi mein khada hai kashish Jitni marzi boli laga

Kuchh cheezein aisi hai jo bikti nahin!er kasz

Zindagi Me Do Chize Hamesha Tutne K Liye Hi Hoti He!

‘SANS’ Or ‘SAATH’..

Sans Tutne Se To Insaan Ek Hi Bar Marta He,

Par Kisika Saath Tutne Se Insaan Pal-Pal Marta He!

Insaan Bhi Kya Chij He Daulat Kamane Ke Pichhe Sehat Kho Deta He.

Fir Sehat Ko Pane Ke Liye Daulat Kho Deta He.

Jeeta Aise He Jaise Kabhi Marega Hi Nahi.

Or Maar Aise Jata He Jaise Kabhi Jeeya Hi Nahi..!!

Menu Kehndi Mere Saare Gift Modja,
Mein v Kehta -
.
.
.
.
.
.
.
..
.
.
.
.
Pehla Mere Suppliya De Paper De Jehdiya Tere
Krke Ayiya :D