Gesu-e- tabadar ko aur bhi tabadar karhosh-o-khirad shikar kar qalb-o-nazar shikar kartu hai mahit-e-bekaran main zara si aabajuya mujhe ham-kinar kar ya mujhe be-kinar karmain hun sadaf to tere hath mere gohar ke aabarumain hun khazaf to tu mujhe gauhar-e-shahawar karnagma-e-naubahar agar mere nasib mein na hois dam e nim soz ko tairak-e-bahar karishq bhi ho hijab mein husn bhi ho hijab meinya tu khud aashakar ho ya mujh ko aashakar karbag-e-bahisht se mujhe hukm-e-safar diya tha kyonkar-e-jahan daraz hai ab mera intazar karroz-e-hisab jab pesh ho mera daftar-e-amalaap bhi sharmasar ho, mujh ko bhi sharmsar karPoet of the poem or ghazal or Nazam: Allama Iqbal

Your Comment Comment Head Icon

Login