Raushan jamal-e-yar se hai anjuman tamamdahaka hua hai aatish-e-gul se chaman tamamhairat gurur-e-husn se shokhi se iztarabdil ne bhi tere sikh liye hain chalan tamamALLAH re husn-e-yar ke khubi ke khud-ba-khudranginiyon mein dub gaya pairahan tamamdekho to husn-e-yar ke jadu nigahiyanbehosh ik nazar mein hui anjuman tamamPoet of The Poem or Ghazal or Nazam :Hasrat Mohani

Your Comment Comment Head Icon

Login