1. Mujhe mere kal ki fikar aaj bhi nahi hai. Par khawahish tujhe pane ki kayamat tak rahegi.. 2. Itni thokarein dene ke liye shukriya-e-zindagi, Chalne ka na sahi, sambhalne ka hunar to aa gaya. 3. Aaj kal sab samajhte hai baat matlab ki, koi nahi samajhta ma

1. Waakif hain hum is duniya ke riwazon se Jab dil bhar jata hai toh har koi bhula deta hai..!! 2. Uski bewafai par bhi fida hoti hai jaan meri Khuda jane usme wafa hoti to kya hota..!! 3. Tune to rula ke rakh diya aye-zindagi. Jaakar puch meri maa se kitne laad

1. Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam ki, Aur log samajhne lage ki hum samajhdaar ho gaye. 2. Ek talwar ki keemat hoti hai uski dhaar se, Insaan ki keemat hoti hai uske vyavhaar se. 3. Aisa dooba hun teri aankhon ki gehrai mein, Haath mein jaam hai magar peene

1. Jaane kaun se gham ko chupane ki koshish thi unki Aaj har baat par unko muskurate dekha. 2. Guroor unko bhi hai, guroor humko bhi hai Bas isi jang ko jeetne mein, hum dono haar gaye. 3. Is kadar humdardi wo zamane ko dikhlate rahe.. Wo dil mein zakhm de ke aksar marham bhi

1. Uski ankhon mein nazar aata hai sara jahan mujhko, Afsos ki un ankhon mein kabhi khud ko nahi dekha. 2. Uski izzat ke liye mujhe yeh bhi karna pada, Maine ansu pi liye jab mein Roze pe tha. 3. Meri palkon ka ab nind se koi talluk nahi raha, Mera kaun hai yeh sochne mein raat gu

1. Mere alfaaz hi hai mere dard ka marham… Main shayar na hota toh pagal hota… 2. Saari koshishein bekar ho jati hain is dil ko behlane ki, Phir bhi yeh teri yaadon mein chala jata hai.. 3. Koi nahi mera yeh samajh gaya hun mein…. Jaa raha hun mein, kabhi na laut ke a

1. Bahut roka tha is dil ko ki usse itni mohabbat na kar Ab dard bhi saha nahi jata tere har baar na karne se……. 2.Hum Hi Betaab Nahi Hain Dard-E-Judai Ki Kasam…!!! Kabhi To Wo Bhi Royega Tanhai Mein Hamein Yaad Kar Ke 3. Tum Paas Ho To Khuda Se Aur Kya Maangu ! Meri Zindagi Ki Tamaam Hass

1. Kya likhun main apni zindagi ke baare mein Mujhse to vo log bhi bichhad gaye jo kabhi meri zindagi hua karte the.. 2. Teri khatir apni jaan de to dun par Uska dil kaise dukhaun jo har roz darvaje par mera intezaar karti hai.. 3. Tum agar mujhe nahin chahoge to koi baat nahin, Tum agar kisi aur ko chahoge toh phi

1. Zindagi Ki Sab Se Badi Haqiqat…. Na Tha Koi Hamara Aur Na Hum kisi Ke hain Bus Ek Khuda Hi Hai Hamara Aur Hum usi ke Hain…! 2. Taaqat ki zarurat tabhi hoti hai, Jab kuch bura karna ho, Warna Duniya mein Sab kuch pane ke liye, Pyar hi kafi hai.. 3. Tujhe Har Baat Pe Meri Zarurat Padti Kaaaash !! Main Bhi EK

1. khuda ka shukr hai ki ansu berang hote hain… Warna raton ko bheeg jane wale takiye dil ka haal bayan kar dete. 2. Yeh jo chand fursat ke lamhe milte hain jeene ke liye, Main unhe bhi tumhe sochte hue hi kharch kar deta hun.. 3. Wahi hua na.. tera dil bhar gaya mujhse Maine kaha bhi tha.. yeh mohabbat nahi kuch dil

1. Uski chahat ka sajda kuch aisa kiya ki fir rab ke sajde me sar ko jhukana bhul gayi… Apni chahat ka iqrar kiya sare zamane ke samne bas ek use batana bhul gayi. .. 2. Masoom bachchon ko ilm nahi mazhabon ka.. Chale jate hain mandiro ko salaam karte karte.. 3. Kitabon ki tarah bahut alfaaz the mere paas.. kitabon ki tarah hi ab,khamosh ra

1. IF YOU WORK WITH DETERMINATION AND WITH PERFECTION, SUCCESS WILL FOLLOW. 2. PURSUE YOUR GOALS EVEN IN THE FACE OF DIFFICULTIES, AND CONVERT ADVERSITIES INTO O

1. Mere ishq ki sunvayi aaj tak nahi hui Aur tumhari nafrat ki bhi dua kab ki kabool ho gayi 2. Bhul jane ka mashwara aur zindagi bananae ki salaah Yeh kuch tohfe mile hain hume unse aakhiri

New Diseases of Whatsapp users….. 1.Wrong post in wrong group syndrome 2.Non-reading earlier post dystrophy 3. Repeated posting neurosis 4. Late replying psychosis 5. Non-immune religionitis 6. Sudden disa

1. Ek shaks kitabon jaisa tha, Woh shaks zubani yaad hua.. 2. Khud pe beeti to rote ho, sisaskte ho, Woh jo hum ne kiya tha, kya ishq nahi tha.. 3. Tod do na wo qasam jo khai hai, kabhi kabhi yaad kar lene main ky