1. Insaan se milna tujhe aaya nahi, Khuda se milne ki teri aarzoo pe mujhe hasi aati hai. 2. Toot jata hai ghareebi main rishta jo khaas hota hai, Hazaaron yaar bante hain paissa jab paas hota hai.. 3. Usne mujhe chhod diya to kya hua, Humne bhi to chhoda tha sara zam

1. Ab saza de hi chuki ho to mera haal na poochna, Gar main begunah nikla to afsos bahut hoga.. 2. Jab hui thi mohabbat to laga kisi achhe kaam ka asar hai.. Nahi thi khabar ke gunaho ki aisi bhi saza hoti hai.. 3. Fikr to teri aaj bhi karte hain.. Par jikr karne ka ha

1. Kahan se laye apni begunahi ke pakke saboot Dil dimaag nazar sab kuch to teri kaid mein hai.. 2. Zubaan na bhi bole to mushkil nahi.. Mushkil tab hoti hai ab khamoshi bhi bolna chhod de.. 3. Fariyad kar rahi hai yeh tarsi hui nigaah, dekhe huye kisi ko zamana gujar g

1. Poochonga unki aankhon mein yeh koshish kahan se aayi, Jo harek ke dil mein utar jaya karte hain. 2. Abhi usne dekha hi kahan mere ashkon ka sailab Ankhon se aansu bahar aate hain shahar doob jate hain. 3. Ajeeb sangdilon ki hai yeh duniya, Meri barbadiyon par log ha

1. Wo log bhi Chalte hain Aajkal Tevar badalkar.. Jinhe humne kabhi sikhaya tha chalna Sambhalkar..!!! 2. Tarha Tarha Se Bhulaya Magar Yeh Haal Hua, Har Ek Khayal Se Paida Tera Khayal Hua…!!! 3. Hairaan Hoon Ke Muddat-e-Qaleel Mein.. Wo Shakhs Meri Soch Se Zayada Ba

1. Dil Bhar chuka hai teri mehfil se magar, Kuch to baat hai tujhme jo rok leti hai.. 2. Vo guzre hue lamhe aaj fir gunguna uthe hain zahan mein, Jaise shant samandar ki lahron par toofan ne dastak di hai.. 3. Acha banaya ashiyana tumne pyar ka, Buniyaad le gaye mere ghar ki

1. DaiKh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pe Jo Lahoo Se Tameer Hue The, Paani Se Bah Gaye…! 2. Jo buraayi mere naam se mansoob huyi.. Dosto! kitna bura tha mera acha hona.. 3. Badle to nahin hain woh dil-o-jaan ke zakhm.. Ankhon ki jalan, Dil ki chubhan ab

1. Woh kya gaye ke neend bhi le gaye.. Yun hua ke khawab mein bhi na aaye raat bhar.. 2. Ajeeb zulm hue hain duniya mein mohabbat par Jinhe mili unhe qadar nahin, jinhe qadar thi unhe mili nahi. 3. Ab ke milne gaye to khoob rulayenge unko Suna hai rote huye unko lipat jaane k

1. TRUST is like a paper once it’s crumpled it can’t be PERFECT again. 2. Most people are stronger than they know, they just forget to believe it sometimes. 3. When you are going through something hard and wonder where GOD is remember the teacher is always quiet d

1. Woh Manzar Bhi Mohabbat Mein Bada Dilkash Guzra Kisi Ne Haal Hi Puchaa Tha Bas Aankhein Bhar Aayi. 2. Isse zyada or kya dard de hum apne aap ko…!! Yeh kafi hai ke hum tere bin rahne lage hai.. 3. Ab nahi to phir sahi, phir nahi to phir sahi Phir ke intezar mein zindag

1.Betalab dein to mazaa usme sivaa milta hai Woh gadaa jis mein na ho khu-e-sawaal achcha hai 2. Unke dekhe se jo aati hai muh par raunaq Woh samajhte hain ki beemaar ka haal achcha hai 3. Qatraa dariyaa mein jo mil jaayen to dariyaa ho jaaye Kaam achcha hai jo jiska ma’a

1. Hume bhi sambhal jaane ka hunar aata hota, Yun is tarah main jahan mein bikharta na jata. 2. Mere katil bhi pareshan hai mere chahne walon ki dua se, Jab bhi vaar karte hain khanjar toot jate hain. 3. Mujhko pana hai to mujh mein utar kar dekho, Yun kinaron se samudra ko dekh

1. Kitna ajeeb saboot manga hai usne meri mohbbat ka ki mujhe bhool jao to manu tumhe mujhse mohbbat hai..!! 2. Tumne hi karaya tha safar mohabbat ki kashti ka Ab nazar na churao mujhe dubte dekh kar..!! 3. Mere khuda mujhe lakho mein ek de do Ek aisa insaan jo kanto pe bhi sath

1. Galatfahmiyon se bhi kabhi khatm ho jate hain rishte Har baar kasoor galtiyon ka nahi hota.. 2. Duniya ki har cheez thokar khane se toot jati hai Ek kamyabi hi hai jo thokar khane ke baad milti hai.. 3. Barkaraar rakh tu apna honsla har kadam par Patharon par abhi kismat aajma

1. Sambhal jaane ka hunar shayad khota ja raha hun, Main ab bikharta hun to bikharta hi chala jata hun.. 2. Bade khoobsurat waham mein zindagi guzaar di maine, Kahin to koi hai o sirf mera hai.. 3. Mulaqat zaruri hai agar rishte bachane hai, lagakar bhul aane se to paudhe bhi sukh