1. Kahan tak ginoge mere dil ke zakhmo ko Taar taar ho chuka hai tujhse ishq hone ke baad.. 2. Ab or kya dekhne ko baaki hai, Tumse dil jo laga kar dekh liya.. 3. Mujhko pirone wale tu dekh zara Main dana dana bikh

1. Itna asaan nahin tha mujh ko bhulaana, Uss ne khud ko ganwaa diya ho ga.. 2. Sakoon naseeb nahi hai mujhe ujaalon main, Chiraagh le kar andhere talaash karta hoon.. 3. Maan lijiye chehre pe dhool hai, Ilzaam aayine pe lagana

1. Teri khamoshi jala deti hai is dil ko Baki to sab baatein achchi hain teri tasweer mein. 2. Dhire dhire lagti jati hain chotein Dhire dhire dil pakka ho jata hai. 3. Tumne kuch khilona samajh kar toda hai. Ab dua karo ki wo kisi k

1. Har ek se tallukat tera mujhe gwara nahi, jab dil ek hai to chahatein beshumar kyun.. 2. Us pe aati hai mohabbat aise, Jhoot pe jaise yakeen aata hai.. 3. Miloon kisi se bhi woh darmiyaan rehta hai, Woh jo mila nahin, ussi ka dheyaa

1. Ishq or sukoon wo bhi dono ek sath??? rehne do yaar koi or akal wali bat karo.. 2. Agayi hai Adakari ab mujhe… Ab tere jane ka shayad mujhe koyi gam nahi.. 3. Sukhe patto ki tarah bikhre the ae dost kisi ne sameta v to sirf ja

1. Apna toh chahaton mein yahi usool hain Jab tu qubool hai, toh tera sub kuch qubool hai 2. Is baat ka ehsaas kisi par na hone dena Ke teri chahaton se chalti hai meri sansein 3. Pyar aur Maut se Darta Kaun Hai Pyar to ho jata hai Ise

1. Being in a relationship is a full-time job, so don’t apply if you’re not ready to put in the work. 2. A friend like you is a true blessing in life. 3. The friendship of one good friend is more powerful than the acquaintance of tho

1. Haan main wohi shaks hoon..!! Dil mein jiske koi tammana nahi baki.. 2. Main din ko kahun raat, wo ikraar kare Meri hasrat hai ki koi, yun bhi mujhe pyar kare.. 3. Kuch log mere alfaaz pasand karne lage hai… lagta hai unhe bhi kabhi pyar h

1. Sukoon ki talash mein hum dil bechne nikle the Khareedar dard bhi de gaya aur dil bhi le gaya. 2. Uske husn par taarifon bhari kitab likh deta Kash uski wafa uske husn ke barabar hoti. 3. Meri khamoshi bahot kuch kehti hai Kaan laga kar nahin, Dil l

1. Ajab si jung chhid gayi hai aaj raat ko doston.. Aankhe kehti hai sote hain aur dil kahta hai rote hain.. 2. Bahakte hue firte hain kayi lafz jo dil mein, Duniya ne diya waqt to likhenge kisi roz.. 3. Ek baar aur ulajhana hai tumse, Bahut kuch suljh

1. Yeh din bhi qayamat ki tarah guzra hai.. Jaane kya baat thi har baat pe rona aaya.. 2. Yaad aate hain toh kuch bhi nahi karne dete.. Ache logon ki bas yahi buri aadat hoti hai.. 3. Ulti padi hai kashtiyaan sab reth par meri.. Wo le gaya hai dil se samand

1. Muskurahatein kal se thahri hain, chehre par mere.. Yeh kab talak thehregi , yeh bhi waqt ki baat hai.. 2. Farebi bhi hun ziddi bhi hun aur pathar dil bhi hun, Masumiyat kho di hai maine wafa karte karte 3. Dil ne mani nahi meri warna Main tumhe bhulne ke

1. Maine kaha bohat pyaar aata hai ap par, Woh muskara kar bole tumhe aur aata kya hai.. 2. Subah subah uthta hoo kamane ke kiye,, Aaram chodna padhta hai aaram paane ke liye.. 3. Is Qadar bura sulook kiya mere Sanam ne mujhse, Ke raqeeb Bhi ro pade mera Hash

1. Hazaron mein mujhe sirf ek vo shaks chahiye, Jo meri gair mauzudgi mein meri burai na sun sake.. 2. Jane kis daur mein jayegi yeh aadat meri, Roothna us se aur auron se ulajhte rehna.. 3. Door jata raha vo har roz thoda thoda, Mujhe to maut zindagi se zara

1. Main lautne ke irade se jaa raha hun magar Safar Safar hai mera intezaar mat karna. 2. Hoti hai lakh ghumon ki dawa neend bhi magar Hotey hain aise ghum bhi jo sone nahi detey. 3. Usne samjha hi nahi aur na samjhna chaha Ke main chahta bhi kiya tha usse, si