Na jana aj tak kya shai khushi haihamari zindagi bhi zindagi haitere gham se shikayat-si rahi haimujhe sach-much badi sharmindagi haimohabbat mein kabhi socha hai yun bhiki tujh se dosti ya dushamani haikoi dam ka hun mehaman muh na pheroabhi aankhon mein kuch kuch roshani haizamana zulm mujh par kar raha haitum aisa kar sako to baat bhi haijhalak masumiyon mein shokhiyon kebahut rangin teri sadagi haiise sun lo sabab is ka na puchomujhe tum se mohabbat ho gai haisuna hai ik nagar hai aansuon kausi ka dusara naam aankh bhi haiwohi teri mohabbat ke kahanijo kuch bhuli hui kuch yaad bhi haitumhara zikr aaya ittefaqanna bigado baat par baat aa gai hai

Your Comment Comment Head Icon

Login