Jab Koi Taaza Museebat Tutati Hai Hafeez; Ek Aadat Hai Khuda Ko Yaad Kar Leta Hun Main

Jo log aapas me hmmm hmmm kar ke
baat karte
hai wo ek dusre ke hmmmdard hote
hai.

Yaad hum bhi aapko karte hai yaad aap bhi hame karte hai fark itna hai hum yaad ane par sms karte hai aur aap sms ane par yaad karte hai

Sath rehte rehte yunhi waqt guzar jayega Door hone ke baad kon kise yaad aayega, Jee lo ye pal jab takk ham sath hein, Kal ka kya pata waqt kaha

Saath Humara pal bhar ka sahi par woh pal aise jaise koi kal nahi rahe zindagi mein shayad phir milna humaara par mehekti rahengi tumhari yaadein hum

Bhool Jane Ka Bahana Na Bana Dena; Durr Jane Ki Bas Ek Wajah Bata Dena; Khud Chale Jayenge Apki Zindagi Se; Par Jaha Apki Yaad Na Aaye Wo Jagah Bata Dena

Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai; Jis Mein Beeta Hua Kal Nazar Aata Hai; Bas Yaadein Reh Jati Hain Yaad Karne Ke Liye; Aur Waqt Sab Kuch Leke Guzar Jata Hai

Suraj paas ho na ho Roshni aaspaas rehti hai Chand paas ho na ho Chandni aaspaas rehti hai Waise hi aap paas ho na ho Apki Yaadein hamesha saath rehti hai

Kitni Jaldi Zindagi Guzar Jaati Hai; Pyaas Buztee Nahin Barsaat Chali Jaati Hai; Aap Ki Yaadein Kuchh Iss Tarah Aati Hai; Neend Aati Nahin Aur Raat Guzar Jaati Hai

Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nahi Badte; Dur Hone Se Dosti Ke Ehsaas Nahi Marte; Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamare Bech; Par Koi Pal Nahi Jab Aapko Hum Yaad Nahi Karte

Teri Yaad Ilaaj-e-Gham Hai; Soch Tera Maqaam Kya Hoga

Koi Aur Hi Kaam Somp Do Mujhe Ab Tum; Yeh Kya Tujhe Sochna Aur Sochtey Hi Rehna

Koshish Karun Ga Usko Bhulane Kee Umar Bhar; Aaye Gi Uski Yaad Magar Umar Bhar Mujhe

Yaad Rakhna Hi Mohabbat Mein Nahi Hai Sab Kuch; Bhool Jana Bhi Badi Baat Hua Karti Hai

Main Tujhe Ko Bhool Chuka Lekin Ek Umar Ke Baad; Tera Kheyal Kya Tha Ke Chott Ubhar Aayi