Tum Bhool Kar Bhi Yaad Nahi Karte Ho Kabhi; Hum To Tumhari Yaad Mein Sab Kuch Bhula Chuke

Waqt Ik Pal Ko Jo Ruk Jaye Toh Ehsaan Is Ka; Chand Yaadein Mere Dil Mein Se Guzrna Chahein

Jaaney Kaisy Jeety Hain Log Yaadoon Ke Saharey; Main To Kai Baar Marta Hoon Ik Yaad Aanay Pe

Meri Yaadon Ki Kashti Uss Samundar Mein Tairti Hai; Jiss Mein Paani Meri Apni Hi Palkon Ka Hota Hai

Sazzaa Ban Jaati Hain Guzree Huye Waqt Ki Yaadein; Jaane Kyun Matlab Ke Liye Meharbaan Hote Hain Log

Chandni Raat Mein Aur Bhi Shiddat Se Aaye Gi Yaad Uski; Behtar Tha Hum So Jatay Shaam Honey Se Pehlay

Shayad Woh Apna Wajood Chhor Gaya Hai Meri Hasti Mein; Yoon Sote-Sote Jaag Jana Meri Aadat Pehle Kabhi Na Thi

Muje aadat nhi kahi itni der rukne ki ...
Par
Tere darsn hote ho mere paw muje aage badne hi nhi dete

Yaadon ki keemat wo kya jane jo khud ki yaadon ko mita diya karte hain Yaadon ka matlab toh unse puchho Jo yaadon ke sahare zindagi jiy

Subah Phuti To Wo Pehlu Se Utha Aakhir-e-Shab; Wo Jo Ik Umr Se Aaya Na Geya Aakhir-e-Shab; Yaad Ka Phir Koi Darwaza Khula Aakhir-e-Sha

Kitna mushkil hei zindagi ka ye safar…
Khuda ne marna haram kiya, logo ne jina...!!
 ~♥♥~

ut hain par itna samajh lo, Paas rehkar hi koi rishta khaas nhi hota, Tum dil ke pas itne ho, ki dur rehkar bhi Humein dooriyoon ka ehsaas

Chaho To Dil Se Hame Mita Dena; Chaho To Hamko Bhula Dena; Par Yeh Vaada Karo Ae Dost; Ki Jab Yaad Aye Hamaari Toh Rona Mat Bas Muskura Dena

Kabhi phool kabhi hawa ban ke chhu jaayenge. Hum to mar ke bhi sath nibha jaayenge. Kabhi tanhai mein yaad karna hume. Hasi ban ke hothon par k

Har ek se achchi baat karna fitrat hai hamari, Har ek khush rahe ye hasrat hai hamari, Koi hum ko yaad kare ya na kare, Har ek ko yaad karna aada