Mohabbat Ko Jo Nibhate Hai Unko Mera Salam Hai
Or Jo Bich Raste Me Chod Jate Hai Unko
Hamara Ye Paigam Hai
Wada A Wafa Karo To Fir Khud Ko Fana Karo
Warna Khuda Ke Liye Kisi Ki Jindagi Na Tabah Karo

mistakes are proof that you are trying.. er kasz

Chalo bikharne dete hai zindagi ko
Sambhaalne ki bhi to ek hadd hoti hai

Waqt Leta Hai Karvate Na Jaane Kaise Kaise; Umar Itni toh Nahi Thi Jitne Sabak Seekh Liye Hamne

Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai
Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai
Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai
Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai

Yadd bhi kya khoobsurat chiz bnayi hai khuda ne
Ye kabhi bhi kahi bhi a jati hai

Roz rote hue kehti hai ye zindgi mujhse; Sirf ek shakhs ki khatir mujhe barbad mat ka

Khuda To Milta Hai Insaan Hi Nahin Milta 894; Yeh Cheez Woh Hai Jo Dekhi Kahin Kahin Maine

Har Lamha Apke Hothon Pe Muskan Rahe; Har Gum Se Aap Anjaan Rahen; Jiske Sath Mehak Uthe Aapki Zindgi; Hamsha Aapke Pass Woh Insan Rahe

Duniya me koi kisi ke liye kuch nahi karta
Marne wale ke saath har koi nahi marta
Are Marne ki baat to door rahi
Yaha to zindgi hai phir b koi yaad nahi karta

Kash Takdeer Bhi Hoti Zulf Ki Tarah; Jab Jab Bikharti Tab Tab Sawaar Lete

Ye jo Hamdard milte hain na....
Inhi se sab Dard milte hain.....er kasz

Manzil Toh Mil Hi Jayegi Bhatak Kar Hi Sahi; Gumrah Toh Wo Hai Jo Ghar Se Nikle Hi Nahi

Bahut shauq tha mujhe bhi dIl lagaane ka
Shauq shauq mein hi zindagi barbaad kar baithe

Har signal teri yad dilata hai
Tune bhi rang kuchh isi tarah badla tha
er kasz