Aag Paani Mein Lagane Ka Hunar Seekha Hai; Kaam Mushkil Hai Bahut Hum Ne Magar Seekha Hai; Yeh Jo Chaltay Nazar Aatay Hain Musalsal Hum Log; Kuch To Paanay Ki Talab Hai Jo Safar Seekha Hai

Rasta Badalna HaiPatharon Peh Chalna HaiZindagi Key Rastay PerGir Gae, Sabbhalna HaiBadalo! Hato PeechhayChand Ko Nikalna HaiPhool Ko Mehekna Hai,Lakdayon Ko Jalna HaiHum To Door Jain GayKis Ko Sath Chalna Hai

Ab ke tajdid-e-vafa ka nahi imkan jananyaad kya tujh ko dilayen tera paiman jananyun hi mausam ke ada dekh ke yaad aaya haikis qadar jald badal jate hain insan jananzindagi teri ata thi so tere naam ke haihum ne jaise bhi basar ke tera ehasan janandil ye kehta hai ki shayad ho fasurda tu bhidil ke kya bat karen dil to hai nadan jananavval-avval ke muhabbat ke nashe yaad to karbepiye bhi tera chehara tha gulistan jananaakhir aakhir to ye aalam hai ki ab hosh nahirag-e-mina sulag uthi ki rag-e-jan jananmuddaton se ye aalam na tavaqqo na umeeddil pukare hi chala jata hai janan jananhum bhi kya sada the hum ne bhi samajh rakha thagam-e-dauran se juda hai gam-e-janan jananab ke kuch aisi saji mahafil-e-yaran janansar-ba-zanu hai koi sar-ba-gireban jananhar koi apni hi aavaz se kanp uthta haihar koi apne hi saye se hirasan jananjis ko dekho wohi zanjir-ba-pa lagata haishahar ka shahar hua dakhil-e-zindan jananab tera zikr bhi shayad hi gazal mein aayeaur se aur hua dard ka unvan jananhum ki ruthi hui rut ko bhi mana lete thehum ne dekha hi na tha mausam-e-hijran jananhosh aaya to sabhi khwab the reza-rezajaise udate huye auraq-e-pareshan janan.

ura waQt kabhi akele nahi ata.....er kasz

apno ki kimat sapno se jyada hoti hai......er kasz

Teri Berukhi Aur Teri Meherbaani; Yehi Maut Hai Aur Yehi Zindgaani

Aao Miltay Hain Ab Tasalli Say,
Zindagi Darmiyan Thi Pehlay.

Jehde sadi tha te tu chun laye ni, tere nall nibaunde dekhange???? er kasz

Unke Ankhno me nasha hi etna hai
Ke mujhe nashe ki jarurt hi nahi padhti

Umar-e-Daraaz Maang Ke Laaye They Chaar Din; Do Aarzu Mein Katt Gaye Do Intizaar Mein

Koi Kuchh To Batlaao Kya Javaab Doon Aakhir; Ek Savaal Karta Hai Roz Mujhsey Ghar Mera

Gham-e-Hayaat Pareshaan Na Kar Sakega Mujhe; Ki Aa Geya Hai Hunar Mujh Ko Muskurane Ka

Kaafir Ke Dil Se Aya Hon Mein Yeh Dekh Kar; Khuda Maujood Hai Wahan Par Usey Pata Nahin

Yaad Rakhna Mout Ki Tijarat Ko Zindagi Nahi KahteInsaan Ke Dushaman Ko Insaan Nahi Kahte

Kuch to batt hum me bhi khas hogii
Jo tumne barbad karne ke liye sirf hume chuna