Mom Kee Tarah Pighalti Ja Rahi Hai Zindagi; Kyon Is Tarah Hath Se Fisal Rahi Hai Zindagi; Hum Tumhein Pana Chahte Hain Dil Mein Basana Chahte Hain; Par Kyon Unchahe Sadmon Se Guzar Rahi Hai Zindagi

Zindagi se badi saza hi nahiaur kya jurm hai pata hi nahiitane hisson mein baat gaya hun mainmere hisse mein kuch bacha hi nahisach ghate ya bade to sach na rahejhooth ke koi inteha hi nahijad do chandi mein chahe sone meinaaina jhooth bolata hi nahi

Uski to dua bhi baddua lagti hai
Jab koi kehta hai .khush rahoo

Qabr Ki Mitti Haath Mein Liye Soch Raha Hoon; Log Marte Hain To Garoor Kahan Jata Hai

Humain Maloom Tha Anjaam Ishq Ka Lekin,Jawani Josh Par Thi, Zindagi Barbaad Kar Bethay

Jab Se Suna Hai Ki Marne Ka Naam Jindgi Hai; Sar Pe Qafan Liye Qaatil Ko Dhundhte Hein

Surma-e-Muft-e-Nazar Hoon Meri Qeemat Yeh Hai; Ke Rahe Chashm-e-Khareedaar Pe Ehsaan Mera

Teri Khushi Se Agar Gham Mein Bhi Khushi Na Hui; Woh Zindagi To Mohabbat Ki Zindagi Na Hui

Na Murawat Na Mohabbat Na Khuloos Hain Faraz; Main Toh Sharminda Hun Iss Daur Ka Insaan Hoka

Halaat Ne Tod Diya Mujhe Kache Dhage Ke Tarah; Warna Mere Wade Bhi Kabhi Zanjeer Hua Karte The

Agar tum apni AANKHO se war karte ho
To hum apni SHAYRI se dillo par raj karte hai

Socho Mout kitni haseen hoggi yarro
jo didar karle uska to uska hi hokar reh jata hai

Nahi mila koi haQ mujhe uss se batt karnr ka
Magar kon rokega usko mere khwabo me anne ae

Yeh Dastoor-e-Zindaagi To Dekho; Ishq-E-Bukhar Hum Ko Tha; Lekin Hakim-E-Dawa Kissi Aur Ke Naseeb Mein Thi

Aankhon Ki Hoti Hai Khata Aur Saza Dil Ko Mil Jaati Hai; Pucho Na Yaaro Pal Mein Hi Kaise Zindagi Badal Jaati Hai