Duniya Me Haqiqat Ka Pta Kuch NahiIlzam Hazaro H Khataa Kuch NahiMeri Zindgi Mei Kya H Padh Na SakogeBas Ashqo Ke Daag H Aur Likha Kuch Nahi
Duniya Me Haqiqat Ka Pta Kuch NahiIlzam Hazaro H Khataa Kuch NahiMeri Zindgi Mei Kya H Padh Na SakogeBas Ashqo Ke Daag H Aur Likha Kuch Nahi
Where man sees but withered leaves
God sees sweet flowers growing.
NigahEIshq Ka Ajab Hee Mashghalah Dekha,Ussay Hee Dekhna Chahain, Jisay BePanah Dekha.
Kasoor un ka b is ma koi nhi haiQaisarUnhain chahat hi itni mili k gharoor aa gya….
Haye AdabeMuhabbat Kay Taqazey Sagar…Lub Hilley Aur Shikayaat Nay Dam Tor Diya .. .?
Aapki Surat Mere Dil Mein Aise Bass Gayii Hai …..Aapki Surat Mere Dil Mein Aise Bass Gayii Hai …...Jaise Chhote Se Darwaaze Mein Bhens Phass Gayii Hai .. !!
Rootha tha jis gharoor say wo bhi to yaad karAankhon main tairi aaj ye’ aansoo fazool hain
May the angels protect umay the sadness forget umay goodness surround uand may Allah always bless u
Kitne guroor mein hai woh mujhe tanha chhod keUnhe maloom nahi mere aansu mujhe tanha hone nahi dete.
Hum Ko Bhool Na Jana TumYeh Kehte Hain Sab HiLekin Aata Hai Waqt Kuchh AisaKe Bhool Jaate Hain Khud Hi
Narm Narm Phoolo’n Ka Ras Nichor Leti Hain WasiPathar K Dil Hote Hain Titliyon K Seene Main….
Ajj Toh Hum Khoob Rulayin Gey Uus Sangdil Ko Sagar,Suna Ha Ussey Rootey Ma Lipat Jaaney Ki Aadat Hai…
Agar Maaloom Hota Ishq Yun Majboor Kar Day Gaa…,Bohat Pehlay Hee Iss Aafat Sey Tauba Kar Chukay Hotay…!
Haar Jeet To Kissmat Ki Baat Hai,Magar Hum Phir Bhi Azmayege,Log Tume Pa Kar Bhi Khoyege,Hum Tume Kho Kar Bhi Payege,
Bhool Se Agar Koi Bhool Hui,To Bhool Samajke Use Bhool Jana,Arey Bhoolna Sirf Bhool Ko,Bhoolkar Bhi Hume Na Bhool Jana.