Gum Sum Ankhen,Sooni Saansen,Toot,Ti Jurti Umeedain…Darti Hun Yun Kesey Katay Gi, Umer Hai! Koi Raat Nhi…

Kasam Tootay Hovay Dil Ki Tumhain Khud Se Juda Ker KayJahan Tak Hum Ne Daikha Hay Wahaaan Tak Tum Nazer Aaye…!!!

Mere Clas Fellows Ki Taraf SeMere Office Colegues Ki Taraf SeOr Mere 16 Cror Pakistanio Ki Taraf SeTumhain Salgirah Mubarak

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nhi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaise DuUsne To Dil Se Hi Chaha Nahi Mujhe

Admi Musafir Hai Aata Hai Jata HaiAdmi Musafir Hai Aata Hai Jata HaiAate Jaate Raste Main Yaadien Chur Jate HaiAdmi Musafir Hai Aata Hai Jata Hai

Rehte Hain Hum Door to Kya Hua,Hum Juda to Nahi,Baat Nahi ker Sakte to Kya Hua,Hum Khafa to Nahi,Na Nilna Hamari Majboori Hai,Per Hum Bewafa to Nahi

Kabhi Dil Ko Kabhi Shamma Ko Jala Kar RoyeTeri Yaad Ko Dil Se Laga Kar RoyeRaat Ki God Mein Jab So Gayi Duniya SariChand Ko Teri Tasveer Banaker Roye

Tere Jaan Pichhon Haal Ki Bna LeyaLabhda Si Phull Hath Kandeya Nu Pa LeyaDil Di Pyaas Nu Bujhaun De Khyaal WichPaani De Bhulekhe Zehar Bullan Nu La Leya

Dil Ne Kaha Ankh Se, Dekha Karo KumKyunki Dekhte Ho Tum, Aur Tadpte Hai HumUs Par Aankh Ne Kaha Dis Se, Socha Kro KumKyunki Sochte Ho Tum Aur Rote Hai Hum

Yaade Dilse Mitane Ki Cheez Nahi HotiZindgi Har Pal Azmane Ki Cheez Nahi HotiBeshak Kuch Pal Yuhi Bhula Diye Jate HaiPar Pyar Bhool Jane Ki Cheez Nahi Hoti

Tere Chokhat Say Sar Uthaon Tu Bewafa KehnaTere Siwa Kisi Or Ko Chahon Tu Bewafa KehnaMeri Wafaon Pe Shak Hai To Khanjar Utha LenaShoq Say Mar Na Jaon Tu Bewafa Kehna

Dil Mein Tumhare Apni Kammi Chore Jaaien GeAankhon Mein Aanson Ki Nammi Chore Jaaien GeYaad Rakhna Mujhe Doondte Phiroo Ge Aik DinJabh Yeh Hum Zindagi Chore Jaaien Ge

kya sarokar ab kisi se mujhevasta tha to tha tujhi se mujhebehisi ka bhi ab nahi ehasaskya hua teri berukhi se mujhemaut ke aarzoo bhi kar dekhunkya ummiden thi zindagi se mujhephir kisi par na aitabar aayeyun utaro na apne jee se mujhetera gham bhi na ho to kya jinakuch tasalli hai dard hi se mujhekar gaye kis qadar tabah ‘zia’dushman, andazedosti se mujhePoet of the poem/ghazal or Nazam: Zia Jalandhari

chodiye chodiye ye baten to afasane hainhum bhi divane hain jo aap ke divane hainmar ke bhi aap ko rusva nahi hone dengejal ke badanam jo karate hain wo paravane hainaj insan ne bhula dale hain yazadan ke karamhum ne to zulm bhi ehasan tere jane hainyun to saye ke tarah sath wo rahate hain merephir bhi mahasus ye hota hai wo begane hainmera izharemohabbat na samajh paye aapye mera dukh ye mera dard to anjane hainPoet of the poem/ghazal or Nazam: Hamid Jazi

I love you and I need you, even thoughI may at times have made you tear your hair!I set myself apart, but even soYour presence and your love are always there.You are my jail cell and tenton doorThat keeps me from just being who I am.And so I pound the walls and go to war,Ramming all the rules that I can ram.Yet though I must rebel, all the whileI know your love’s the ground on which I stand.I wait upon the flash of your proud smileAnd twist inside at every reprimand.I’m sorry for the times I’ve caused you pain;After these brief storms, love will remain.