Aaiye hath uthayen hum bhihum jinhen rasmedua yaad nahihum jinhen sozemohabbat ke siwakoi but, koi khuda yaad nahiaaiye arz guzaren ki nigarehastizahareimaroz mein shiriniefardan bhar dewo jinhen tabe garanbarieayyam nahiunaki palkon pe shaboroz ko halka kar dejinaki aankhon ko rukhesubh ka yara bhi nahiunaki raton mein koi shama munawwar kar dejinake qadmon ko kisi rah ka sahara bhi nahiunaki nazron pe koi rah ujagar kar dejinaka din pairaviekazboriya hai unkohimmatekufr mile, juratetahaqiq milejinake sar muntaziretegejafa hain unkodasteqatil ko jhatak dene ke taufiq mileishq ka sarrenihan jantapan hai jis seaj iqarar karen aur tapish mit jayeharfehaq dil mein khatakata hai jo kante ke tarahaj izahar karen or khalish mit jayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz

Your Comment Comment Head Icon

Login