aankhon mein jee mera hai idhar yar dekhanaaashiq ka apne aakhari didar dekhanakaisa chaman ke hum se asiron ko mana haichakeqafas se bag ke divar dekhanaaankhen churaio na tuk abrebahar semeri taraf bhi didahekhunbar dekhanaae hamsafar na aable ko pahunche chashmetarlaga hai mere paon mein aa khar dekhanahona na char chashm dik uss zulmpaishah sehoshiyar zinhar khabardar dekhanasayyad dil hai dagejudai se rashkebagtujh ko bhi ho nasib ye gulazar dekhanagar zamzama yahi hai koi din to hamsafiris fasl hi mein hum ko giriftar dekhanabulbul hamare gul pe na gustakh kar nazarho jayega gale ka kaheen har dekhanashayad hamari khak se kuch ho bhi ae nasimgirbal kar ke kuchaedildar dekhanaus khushnigah ke ishq se parahez kijio ‘meer’jata hai leke jee hi ye aazar dekhana Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Mee

Your Comment Comment Head Icon

Login