aankh padati hai kaheen paon kaheen padta haisab ke hai un ko khabar apani khabar kuch bhi nahishama hai gul bhi hai bulbul bhihai paravana bhiraat ke raat ye sab kuch hai sahar kuch bhi nahihashr ke dhum hai sab kahate hain yun hai yun haifitana hai ek teri thokar ka magar kuch bhi nahinesti ke hai mujhe kuchaehasti mein talashsair karta hun udhar ke ke jidhar kuch bhi nahiek aansu bhi asar jab na kare ae “tashna”fayeda rone se ae didaetar kuch bhi nahi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Alam Tab ‘Tashna’

Your Comment Comment Head Icon

Login