aap ko bhool jayen hum itane to bevafa nahiaap se kya gila karen aap se kuch gila nahishishaedil ko todana unaka to ek khel haihum se hi bhull ho gai unaki koi khata nahikash wo apne gam mujhe de den to kuch sukun milewo kitana badanasib hai gam hi jise mila nahikarana hai gar wafa to kya kaise wafa ko chod dunkahate hain is gunah ke hoti koi saza nahi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Tasleem Fazli

Your Comment Comment Head Icon

Login