jog bijog ke baten jhuthi sab jee ka bahalana hophir bhi hum se jate jate ek gazal sun jana hosari duniya aql ke bairi kon yahan par sayana honahaq naam dharen sab hum ko divana divana hotum ne to ik rit bana li sun lena sharmana hosab ka ek na ek thikana apna kon thikana honagari nagari lakhon dvare har dvare par lakh sukhilekin jab hum bhool chuke hain daman ka phailana hotere ye kya jee mein aayi khainch liye sharma kar honthum ko zeher pilane vali amrit bhi pilavana hohum bhi jhuthe tum bhi jhuthe ek isi ka sacha naamjis se dipak jalana sikha paravana mar jana hosidhe man ko aan daboche mithi baten sundar log‘meer’, ‘nazeer’, ‘kabir’ aur ‘insha’ sab ka ek gharana hoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ibne Insha 

Your Comment Comment Head Icon

Login