jis tarah ke hain ye divaren ye dar jaisa bhi haisar chipane ko mayassar to hai ghar jaisa bhi haius ko mujh se mujh ko us se nisbaten hain beshumarmeri chahat ka hai mahavar ye nagar jaisa bhi haichal pada hun shauqebeparvah ko murshad man karrasta purpech hai ya purkhatar jaisa bhi haisab gavara hai thakan sari dukhan sari chubhanek khushbu ke liye hai ye safar jaisa bhi haiwo to hai makhsus ik teri mohabbat ke liyetera ‘anwar’ bahunar ya behunar jaisa bhi haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Anwar Masood

Your Comment Comment Head Icon

Login