Khabaretahayyureishq sun na junun raha na pari rahina to tu raha na to main raha, jo rahi so bekhabari rahishahebekhudi ne ata kiya mujhe ab libasebarahanagina khirad ke bakhiyagari rahi na junun ke pardadari rahichali simtegaib se ik hawa ki chaman zahur ka jal gayamagar ek shakhenihalegham jise dil kahen so hari rahinazaretagafuleyar ka gila kis zaban son bayan karunki sharabesadqadah aarzoo khumedil mein thi so bhari rahiwo ajab ghadi thi main jis ghadi liya darsenuskhaeishq kaki kitabeaql ke taq mein jyun dhari thi tyun hi dhari rahitere joshehairatehusn ka asar is qadar son yahan huaki na aaine mein rahi jila na pari kun jalvagari rahikiya khak aatisheishq ne dilebenavae“siraj” konna khatar raha na hazar raha magar ek bekhatari rahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Siraj Aurangabadi

Your Comment Comment Head Icon

Login