Khatir se ya lihaz se main man to gayajhuthi qasam se aap ka iman to gayadil leke muft kahate hain kuch kam ka nahiulati shikayaten rahi ehsaan to gayaab shayerazeishq go zillaten huilekin use jata to diya, jan to gayadekha hai butakade mein jo ae shekh kuch na kuchiman ke to ye hai ki iman to gayadarta hun dekh kar dilebearazu ko mainsunsan ghar ye q na ho mehaman to gayago namabar se khush na hua par hazar shukrmujh ko wo mere naam se pehchan to gayahoshohavasotabotavan “dag” ja chukeab hum bhi jane wale hain saman to gayaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : DaaG Dehlvi

Your Comment Comment Head Icon

Login