Sakutesham mitao bahut andhera haisukhan ke shama jalao bahut andhera haidayaregam mein dilebeqarar chut gayasambhal ke dhudhane jao bahut andhera haiye raat wo ke sujhe jahan na hath ko hathkhayalo dur na jao bahut andhera hailaton ko chehare pe dale wo so raha hai kaheenzayaerukh ko churao bahut andhera haihavayen nim shabi hon ki chadareanjumnaq aab rukh se uthao bahut andhera haishabesiyah mein gum ho gai hai rahehayatqadam sambhal ke uthao bahut andhera haiguzashta ahd ke yadon ko phir karo tazabujhe chirag jalao nahut andhera haithi ek uchakati hui neend zindagi usaki‘firaq’ ko na jagao bahut andhera haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Firaq Gorakhpuri

Your Comment Comment Head Icon

Login